Roman script

huyi aankh num aur ye dil muskuraaya 

huyi aankh num aur ye dil muskuraaya

to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya 

saathi koi bhula yaad aaya 

mohabbat ka jab bhi kahi zikrr aaya 

mohabbat ka jab bhi kahi zikrr aaya

to saathi koi bhula yaad aaya ha 

aaya saathi koi bhula yaad aaya 

kya yahi pyaar karane ka anjaam hain 

dil lagane ka ye kaisa inaam hain 

kya yahi pyaar karane ka anjaam hain 

dil lagaane ka ye kaisa inaam hain 

hasi jisko di usine rulaaya hansi jisko di usine rulaaya

to saathi koi bhula yaad aaya ha 

aaya saathi koi bhula yaad aaya 

is tarah rasme ulfat ada kijiye 

dil kisika na toote dua kijiye

dil kisika na toote dua kijiye

kabhi ret par ghar kisine banaaya

kabhi ret par ghar kisine banaaya

to saathi koi bhula yaad aaya ha 

aaya saathi koi bhula yaad aaya 

rooth jaate hain banke mukkadar yaha

chhoot jaatein hain haantho se saagar yaha

chhoot jaatein hain haantho se saagar yaha

kabhi sard shabnam ne koi ghar jalaaya

kabhi sard shabnam ne koi ghar jalaaya 

to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya saathi 

koi bhula yaad aaya 

huyi aankh num aur ye dil muskuraaya huyi 

aankh num aur ye dil muskuraaya

to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya 

saathi koi bhula yaad aaya 

to saathi koi bhula yaad aaya ha aaya 

saathi koi bhula yaad aaya

Explore this song