Roman script

huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano 

ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano 

ye ruthi si nazar ye maathe ki shikan

ye ruthi si nazar ye maathe ki shikan

libaas-e-rag me ye balkhata badan 

hai pyasa pyar ka ye saara baankapan

hai pyasa pyar ka ye saara baankapan

ho ho ho pyar kya hai jaan-e-tamanna ab to pahchano 

huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano 

ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano 

aji ik ham to kya, ho tum aise hasin 

aji ik ham to kya, ho tum aise hasin 

farishta bhi tumhe, agar dekhe kahi 

to jannat bhul ke bahak jaaye yahi

to jannat bhul ke bahak jaaye yahi

ho ho ho pyar kya hai jaan-e-tamanna ab to pahchano 

huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano 

ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano 

tumhi ko chun liya, nazar ki baat hai

tumhi ko chun liya, nazar ki baat hai

liya gam aapka, jigar ki baat hai 

ho tum phir bhi khafa, asar ki baat hai

ho tum phir bhi khafa, asar ki baat hai

ho ho ho pyar kya hai jaan-e-tamanna ab to pahchano 

huye hai tum pe aashiq ham, bhala maano bura maano 

ye chahat ab na hogi kam, bhala maano bura maano

Explore this song