Roman script

hua karti hain ik uljhan si dil me 

tyag se pahle 

dhua hi paida hota hain hamesha

aag se pahle 

meri khushiyo ke savere ki 

kabhi sham na ho, sham na ho 

hoye kabhi sham na ho

mere mit jane ki koshish 

kabhi nakam na ho 

nakam na ho 

hoy kabhi sham na ho 

sun bhi le waqt ki awaaj 

sun bhi le waqt ki awaaj 

ae badwaqti ae dil, ae badwaqti ae dil

khushnasibi ke taraf se koi 

paigam na ho, paigam na ho 

hoye kabhi sham na ho 

meri khushiyo ke savere ki 

kabhi sham na ho

jaan se pahle bhala kyu 

tera arman nikle 

tera arman nikle 

ja tera kaam ho ho jaye 

mera kaam na ho, mera kaam na ho 

hoye kabhi sham na ho 

meri khushiyo ke savere ki 

kabhi sham na ho

uf na kar aah na bhar 

uf na kar aah na bhar 

dard se aansu na baha 

dard se aansu na baha 

dekh duniya me 

dekh duniya me mohabbat

kahi badnaam na ho 

badnaam na ho 

hoye kabhi sham na ho 

meri khushiyo ke savere ki 

kabhi sham na ho

sham na ho 

mere mit jane ki koshish 

kabhi nakam na ho 

nakam na ho 

hoy kabhi sham na ho

Explore this song