Roman script

aye dil deewane aye dil deewane aye dil deewane 
deewane na jaane hua kya 
mausam suhaane suhaane na jaane hua kya 
takraar karte karte lagta hai mujhko aaise 
inkaar karte karte lagta hai mujhko aaise 
jaise hote hote pyar ho gaya 
hote hote pyar ho gaya 
hote hote pyar ho gaya 
hote hote pyar ho gaya 
pal pal koi ek halchal 
mujhe kaise bechain karne lagi 
pal pal koi ek halchal 
mujhe kaise bechain karne lagi 
tauba mujhe ye pata na chala 
jaane kab main badalne lagi 
aage mera man bhaage aur 
main hun peechhe peechhe 
unki mohabbat mujhko 
apni taraf yu kheenche 
aakhir hote hote ho gaya 
hote hote pyaar ho gaya 
hote hote pyaar ho gaya 
hote hote pyaar ho gaya 
main hoon wahi mera dil bhi wahi hai 
magar dhadkane hain nayi 
main hoon wahi mera dil bhi wahi hai 
magar dhadkane hain nayi 
karne lagi main baharon se baatein 
sitaaron pe chalne lagi 
aankhon ne rishte jode baandhi dilon ne dori 
wo ho chuke hain mere kehne mein kya hai chori 
aur hote hote pyar ho gaya hote hote pyar ho gaya 
hote hote pyar ho gaya hote hote pyar ho gaya 
aye dil deewane deewane na jaane hua kya 
mausam suhaane suhaane na jaane hua kya 
takraar karte karte lagta hai mujhko aaise 
inkaar karte karte lagta hai mujhko aaise 
jaise hote hote pyar ho gaya hote hote pyar ho gaya 
hote hote pyar ho gaya hote hote pyar ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Ayesha Jhulka, Atul Agnihotri