Roman script

hosh nahi, hosh nahi

khoya hun main to, teri yaado me

ab mujhko koi, hosh nahi

khoya hun main, teri yaad me

ab mujhko koi, hosh nahi

diwanapan ye badhta hi jaaye

diwanapan ye badhta hi jaaye

is dil pe koi rok nahi

hosh nahi

hosh nahi, hosh nahi

khoya hun main to, teri yaado me

ab mujhko koi, hosh nahi

bechain hun main, betaab hai sama

aaja mere baho me, jaanejana hai kaha

bechain hun main, betaab hai sama

aaja mere baho me, jaanejana hai kaha

bas me nahi hai ab dhadkane bhi

is dil pe koi jor nahi

diwanapan ye badhta hi jaaye

is dil pe koi rok nahi

hosh nahi

hosh nahi, hosh nahi

meri mohabbat kitni hasi hai

paake rahunga uski itna yaki hai

meri mohabbat kitni hasi hai

paake rahunga uski itna yaki hai

mana khata hai diwaangi ki

ulfat ka koi dosh nahi

diwanapan ye badhta hi jaaye

is dil pe koi rok nahi

hosh nahi, hosh nahi

hosh nahi, hosh nahi, hosh nahi

Explore this song