Roman script

honolulu honolulu honolulu honolulu honolulu

jaane jigar aaj tune haske dekha

jaane kahaan kho gayi main

pyaar ki ik nazar aap par haske daalungi main

dil agar aapke paas hai toh chura lungi main

honolulu honolulu honolulu honolulu honolulu

aaj toh yeh nigaah aap par meherbaan ho gayi

lijiye ab shuru pyaar ki daastaan ho gayi

aapki aankh uthe aur hum aapke paas aa gaye

kya karein jaanemann aap hi hamse sharma gaye

honolulu honolulu honolulu honolulu honolulu

jaane jigar aaj tune hasake dekha

jaane kahaan kho gayi main

Explore this song