Roman script

hum aaj bhi hai, hum kal bhi hai

hum gujre lamhon ka, haasil bhi hai

hum josh bhi hai aur hosh bhi hai

hum shor ki duniya me, khamosh bhi hai

kitni hai khushiya, kitne gham

milke rahenge sada hum

honge na yaaron, kabhi juda

apni jami, apna jahan

milke rahenge hum yaha

bhulo na bhulo na, meri aawaz

hum khaab bhi hai, taabir bhi hai

ummido ki parwaaz bhi hai

soche agar, tufaan bhi hai

chahe agar, banghban bhi hai

kitni hai khushiya, kitne gham

milke rahenge sada hum

honge na yaaron, kabhi juda

apni jami, apna jahan

milke rahenge hum yaha

bhulo na bhulo na, meri aawaz

kitni hai khushiya, kitne gham

milke rahenge sada hum

honge na yaaron, kabhi juda, kabhi juda

apni jami, apna jahan

milke rahenge hum yaha

bhulo na bhulo na, meri aawaz

kitni hai khushiya, kitne gham

milke rahenge sada hum

honge na yaaron, kabhi juda, kabhi juda

apni jami, apna jahan

milke rahenge hum yaha

bhulo na bhulo na, meri aawaz

Explore this song