Roman script

wo holi ka din, ki ho eid ka 
wo holi ka din, ki ho eid ka 
ye tyohaar saare, sabhi ke liye 
bahaane hai milne milaane ke ye 
bahaane hai milne milaane ke ye 
khushi inki pyaare, sabhi ke liye 
sabhi ke liye 
ho pichkaari me pyaar ka rang hai 
pichkaari me pyaar ka rang hai 
pyaar ki koi jaat nahi 
pyaar ki koi jaat nahi 
pyaar ke rang me rang jaao to 
isse badi koi baat nahi 
isse badi koi baat nahi 
humaare liye, tumhaare liye 
humaare liye, tumhaare liye 
ye rango ke dhaare, sabhi ke liye
wo holi ka din, ki ho eid ka 
wo holi ka din, ki ho eid ka 
ye tyohaar saare, sabhi ke liye  
sabhi ke liye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suresh Wadkar, Hemlata