Roman script

chhedo naa mujhko chhedo, aise naa mujhko dekho

jo dekhna hai kuch tumko hai, to phir mere dil ko dekho

hum pyaar ke hai rahi, dil pyaar ki hai manzil 

kis kaam ki yeh mehfil, dil se na mila jo dil

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil 

dekho dekho dekho, aise mujhko naa chhedo

kya kahega yeh zamaana, ban jaayega fasaana 

badi hogi badnaami, hame hogi pareshaani

teri ankhiyon me jeena mujhe marna, bas aur nahin hai kuch karna

teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo

maine kar liya faislaa

vaadon ka hai aaj mausam, hum koi vaada kare

arre yeh jaan bhi tumko deti, ab kya zyaada kare

tera naam liya tujhe yaad kiya, sab kuch main bhool gayi

o teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo

maine kar liya faislaa

o teri ankhiyon me jeena mujhe marna, bas aur nahin hai kuch karna

maange agar tu sitaare, main tod laaoon sanam

karne hai kya yeh sitaare, tu chaand se kya hai kam

deewana hua mastaana hua, dil aise jhoom gaya

teri marzi tu jaane, meri marzi main janoo, maine kar liya faislaa

o teri ankhiyon me jeena mujhe marna, bas aur nahin hai kuch karna

o teri ankhiyon me jeena mujhe marna, bas aur nahin hai kuch karna

dekho dekho dekho, aise mujhko naa chhedo

kya kahega yeh zamaana, ban jaayega fasaana 

badi hogi badnaami, hame hogi pareshaani

hum pyaar ke hai rahi, dil pyaar ki hai manzil

kis kaam ki yeh mehfil, dil se na mila jo dil

hoga milna hamara mushkil 

hoga milna hamara mushkil

hoga milna hamara mushkil

Explore this song