Roman script

patti hai kaise ladki mujhko bata do yaaro 

hey patti hai kaise ladki are mujhko bata do yaaro 

ladki patane ka tarika mujhko sikha do yaaro 

ho yaaron ho yaaron ho yaaron 

are seekho tareeka hum se seekho aur line maaro 

seekho tareeka hum se seekho aur line maaro 

ladki patakar tum bhi yaaro happy life guzaro 

guzaro guzaro guzaro 

patti hai kaise ladki mujhko bata do yaaro 

seekho tareeka hum se seekho aur line maaro 

kaise chakkar chalaun ki meri mahbuba mil jaye 

gore galo ke balo ke hontho ke jalwe dikhae 

koi aisa karo kaam ho jaye shohrat tumhari 

har ek ladki ki dhadkan me bas jaye chahat tumhari 

pehle use hello kaho phir tum use chalo kaho 

sham ko akele me usse kahi milne kaho 

ladki ladki ladki ladki ladki 

hey patti hai kaise ladki mujhko bata do yaaro 

haan seekho tareeka hum se seekho aur line maaro 

kaise samjhu ki ladki bhi hone lagi hai deewani 

kaise samjhu ki banne lagi hai ye prem kahani 

ladki hasne lage dekh kar to samjho fasne lagi wo 

palke jhukae wo sahrmae to janno marne lagi wo 

chikne chikne chehre par ladki ladki marti hai 

dikhne me ho hero toh ladki peeche padti hai 

ae kudi ye chori ae gori ae pori ladki 

ladki ladki ladki ladki 

patti hai kaise ladki mujhko bata do yaaro 

seekho tareeka hum se seekho aur line maaro 

ladki patakar tum bhi yaaro happy life guzaro 

guzaro guzaro guzaro 

seekho seekho tareeka hum se seekho aur line maaro

Explore this song