Roman script

ho saath agar pahalu me ek mast-e-shabaab

ek jaam ho aur haath me shero ki qitaab

ek saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa

ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa

ye naubahaar chupake se dekho 

nazare na tum milaanaa

mausam-e-ishq hai zaraa hosh sambhaal

haasil tujhe mahabub hai armaan nekaal

kuchh baat to karale nahi kal ki khabar

kya hai gam-e-duniyaa use khaaq me daal

kya hai gam-e-duniyaa use khaaq me daal

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa

ye naubahaar chupake se dekho 

nazare na tum milaanaa

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

ho saath agar pahalu me ek mast-e-shabaab

ek jaam ho aur haath me shero ki qitaab

ek saaz ho aur saaz pe gaati ho hasinaa

ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab

ban jaae ye viraanaa bahaaro kaa javaab

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

ae raat tu na jaanaa ai chaand tu na jaanaa

ye naubahaar chupake se dekho 

nazare na tum milaanaa

madave tale garib ke do phul khil rahe hai

Explore this song