Roman script

ho rasiya ho kabhi le chal tu jamuna key par re
ho rasiya ho kabhi le chal tu jamuna key par re
ho rasiya ho kabhi le chal tu jamuna key par re
ho duniya ke dar se dilo ki rahi dil me
ho duniya ke dar se dilo ki rahi dil me 
tu bhi mushkil me hai main bhi mushkil mein 
tu bhi mushkil me hai main bhi mushkil mein 
ho rasiya ho rasiya ho
biti jaye umariya hamar re 
ho rasiya ho kabhi le chal tu 
jamuna ke par re 
aao mere sainya main jau mari o mai jau mari
aao mere sainya main jau mari o mai jau mari
jamuna par chalo baje bansuri baje bansuri
jamuna par chalo baje bansuri baje bansuri
mohe maro na biraha ki mar re 
mohe maro na biraha ki mar re 
ho rasiya ho kabi le chal tu 
jamuna ke par re 
ho khet rahenge jawani rahe na jawani rahe na
ho khet rahenge jawani rahe na jawani rahe na
aao bhi sainyan koyi yeh kahe na 
aao bhi sainyan koyi yeh kahe na 
ho rasiya ho rasiya ho
tune jani na lagi sitar re 
ho rasiya ho kabi le chal tu 
jamuna ke par re

Song details

Song video

Watch on YouTube