Roman script

mere mahbub tere chand se chehre ki

kasam tu kahe to mai teri mang me afsa bhar du

is hansi rat pe jannat ka guma hota hai 

apni khushiya teri khushiyo pe nchawar kar du

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya 

ab tujhe pyar ka ab tujhe pyar ka

ab tujhe pyar ka aayina mil gaya 

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ye raz ishk ka hai tujhe kuch pata nahi 

ye raz ishk ka hai tujhe kuch pata nahi

is dil me tu hi tu hai koi dusra nahi 

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

phulo ka tapasum hai kaliyo si jawani hai

phulo ka tapasum hai kaliyo si jawani hai

tu meri mohabbat ki pakiza kahani hai 

tu meri mohabbat ki pakiza kahani hai

mai ishk ki raho me hasti ko mita dunga

tu mujhpe sitam karle mai tujhko dua dunga

o meri jindagi mujhko hai khushi aaj

tujhe teri dilruba mil gya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya 

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ye teri jawani tauba ho rup ki rani 

tauba ye chand sa mukhda tauba

hai nur ka tukda hai tauba ye mast adaye 

tauba julfe hai ghataye tauba

ye nargis si aanhke tauba ye marmari bahe

tauba ye gal gulabi tauba

ye chal shrabi tauba mahzim e taran nu

tauba hotho ka tapasum tauba

o meri mahzabi o meri nazami kya

batau mujhe aaj kya mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya 

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

tamam umar bhi aasu agar bahayenge

tamam umar bhi aasu agar bahayenge

gujar gaye hai jo lamhe kabhi nhi aayenge 

gujar gaye hai jo lamhe kabhi nhi aayenge

jamana ungaliya tujhpe uthayega kaise ham

isse pahle tera shahar chhod jayenge

meri jane jigar tu mera gum na kar 

kam se kam tujhko to aasra mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

janeman jane jigar dekh le ek najar

janeman jane jigar dekh le ek najar

ho janeman jane jigar dekh le ek najar 

dekh le ek najar ek najar jane jigar

janeman jane jigar dekh le ek najar

janeman jane jigar dekh le ek najar

meri duniya ke andhero me ujale kar de jindagi

bhar ki tamnnao ko pura kar de

janeman jane jigar dekh le ek najar

janeman jane jigar dekh le ek najar

dil ki ujadi hui dunia basane ke liye 

jindagi bhar ke liye sath nibhane ke liye

or kya chahiye ulfat ke paristano 

ko tod tod de in rasmo ki diwaro ko

janeman jane jigar dekh le ek najar

janeman jane jigar dekh le ek najar

teri har ek khushi ho mubarak tujhe ab

tujhe hasrato ko khuda mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ab tujhe pyar ka ab tujhe pyar ka

ab tujhe pyar ka aayina mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

ho mubarak tujhe humnava mil gaya

Explore this song