Roman script

hum kya jaane teri baate tu hi jaane ram

kiske dil par na jaane tu likh de kiska naam

ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

der na kar chal saath mere chal

arre der na kar chal saath mere chal beeti jaaye umariya

ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

o jaldi se ab ghunghat khol meethe bol do munh se bol

jhaank jharoke se baahar teri gali me baj gaya dhol

tu kaisa hai deewana, tu kaisa mastaana

tu kaisa anjaana deewana mastaana

o main to nachu bich bajariya, main to nachu bich bajariya

ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

o pehle pyaar to hum kar le baad me tu sharma lena

pehle pyaar to hum kar le baad me tu sharma lena

pal do pal dil khush kar de jeevan bhar tadpa lena

tu kaisa hai deewana, tu kaisa mastaana

tu kaisa anjaana deewana mastaana

ho gir gayi mere dil pe bijuriya

ha gir gayi mere dil pe bijuriya

ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya 

ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya 

der na kar chal saath mere chal

arre der na kar chal saath mere chal beeti jaaye umariya

ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

dulhaniya ho gayi tumhari re, dulhaniya ho gayi tumhari re

dulhaniya ho gayi tumhari re, dulhaniya ho gayi tumhari re

ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

Explore this song