Roman script

ho gayi, ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

aahe bharta hai sara

o aahe bharta hai sara jahan rasiya

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

nain masti se madira ke pyale bane

nain masti se madira ke pyale bane

har ada ne bhi hatho me khanjar liye

aji khanjar liye

ye jawani aa daiya daiya

ye jawani legi kitno ki jaan rasiya

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

jisko dekho jawani pe meri mare

jisko dekho jawani pe meri mare

jisko dekho jawani pe meri mare

jaam kitne akeli surahi bhare

ye surahi bhare

ye jaan aa daiya daiya

ye jaan bane, kitno ki jaan rasiya 

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

dil se puchhu jawani ye kaisi mili

dil se puchhu jawani ye kaisi mili

gul khilane lagi ye, kali kya khili

ha kali kya khili

tauba tauba aa daiya daiya

tauba tauba ye kaisa hai tufan rasiya

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

aahe bharta hai sara jahan rasiya

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

ho gayi ho gayi, main jawan rasiya

Explore this song