Roman script

mohabbat ho gayi hai, mohabbat ho gayi hai mohabbat

ho gayi hai mohabbat tumse

aaye palko me khwab banke, reh gaye sar aankho par

bade hai ehsaan hum pe dil me kiya jo basar

mil gayi hai amaanat tumse, ho gayi hai mohabbat tumse

mohabbat ho gayi hai, mohabbat ho gayi hai

rakh de saari jahaan ki khushiya tumhare kadmo par

dekhe na mudkar duniya aawaaz de do agar

le rahe hai ijaazat tumse, ho gayi hai mohabbat tumse

tumse hamesha main pyaar karungi

siwa tumhaare koyi naam na lungi

tumse hamesha main pyaar karungi

siwa tumhaare koyi naam na lungi

i will always love you all my life

ho gayi hai mohabbat tumse

Explore this song