Roman script

ha ho gaye, are ho gaye hum apke 

kasam se kasam se kasam se kasam se

ha gaye hum ap ke 

kasam se kasam se, kasam se, kasam se

bina ap ke koyi nahi hai apna toh humdam

sath jiyenge sath marenge wada raha sanam

ho gaye, ha gaye hum ap ke 

kasam se, kasam se, kasam se, kasam se

sun ai hansi tha humko yakin

ki hogi tu ik din hamari

ki hogi tu ik din hamari

jhuta jahan nahi tikata wahan 

jahan sachchi ho yaro ki yari

hath laga de koyi tujhako kisame itana dum

sath jiyenge sath marenge khate hai kasam

ho gaye, ho gaye hum ap ke 

kasam se, kasam se, kasam se, kasam se

ho gaye hum ap ke 

kasam se, kasam se, kasam se, kasam se

tere liye heere moti toh kya 

sitaron ko bhi tod lu 

sitaron ko bhi tod lu 

siwa pyar ke tere didar ke 

aur kuchh bhi na main tujhse chahu

duniya ka tujhe pata nahi hai 

tu bholi hai sanam

tujhe rani banake rakhane ko 

hai jahan ki daulat kam

ho gaye, are ho gaye hum ap ke 

kasam se, kasam se, kasam se, kasam se

bina ap ke koyi nahi hai apna toh humdam

sath jiyenge sath marenge wada raha sanam

ho gaye, are ho gaye hum ap ke 

kasam se, kasam se, kasam se, kasam se

la la la la la

Explore this song