Roman script

ho bhala pyar ka ek ho gaye beagne do 
ho bhala pyar ka ek ho gaye beagne do 
khub gujregi jo mil baithege diwane do
ho bhala pyar ka 
pyar ka parcha bhi hal karke kabhi dekha hai 
kyu memsahab ho  
pyar ka parcha bhi hal karke kabhi dekha hai
ishq ka dakhila kya bharke kabhi dekha hai
kya bharke kabhi dekha hai din jawani ke hai
din jawani ke hai yuhi na gujar jane do 
khub gujregi jo mil baithege diwane do
ho bhala pyar ka 
in kitabo se to hai dil ka samjhana behtar
kyu kya samjhe
in kitabo se to hai dil ka samjhana behtar
pyar laila ne kiya tha na kitabe padkar 
aji na kitabe padkar dil jo aata hai
oye dil jo aata hai kisi par to ise aane do 
khub gujregi jo mil baithege diwane do
ho bhala pyar ka ek ho gaye beagne do 
khub gujregi jo mil baithege diwane do
ho bhala pyar ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mahendra Kapoor, Mumtaz