Roman script

ho baliye ni chal chaliye ho baliye ni chal chaliye 
tujhe chand ki sair kara dun main main nayi ana re main nayi jana 
main nayi ana re main nayi jana tere dil mein mera ashiyana
ho baliye ni chal chaliye tujhe chand ki sair kara dun main
main nayi ana re main nayi jana main nayi ana re main nayi jana  
tere dil mein mera ashiyana ho baliye ni chal chaliye
main hoon tu hai yeh mausam hai main hoon tu hai yeh mausam hai 
sab kuchh yahan hai phir kya kam hai samane mere mera balam hai 
samane mere mera balam hai o o o o baliye ni chal chaliye 
tujhe tare todake la dun main 
inn taron ka karake bahana kahin aur na tu le jana
o baliye ni chal chaliye
ik toh rut rang gulabi uss par tere nain sharabi 
ik toh rut rang gulabi uss par tere nain sharabi 
hoke rahegi aj kharabi hoke rahegi aj kharabi 
o o o o baliya o sun chaliya 
tere dil ki pyas bujha dun main
main ho jayunga mastana phir kya ho yeh kisane jana
baliya o sun chhaliya
anchal jaye dhalaka dhalaka anchal jaye dhalaka dhalaka 
jo ban jaye chhalaka chhalaka dard yeh kaisa halaka halaka
halaka halaka halaka halaka o baliye ni chal chaliye 
iss dard ki dawa bata dun main
huwa mushkil jan bachanaki huwa abb yeh rog purana
o baliye ni chal chaliye o baliye ni chal chaliye 
tujhe chand ki sair kara dun main
main nayi ana re main nayi jana
main nayi ana re main nayi jana  
tere dil mein mera ashiyana o baliye o chal chaliye 
main nayi ana re main nayi jana
na na na na main te ana ho na main jana
main te ana ho na main jana ho chhaliye

Song details

singer: Mohammed Aziz, Anuradha Paudwal