Roman script

ho aayi aayi re dulhaniya sunke mere dil ki pukar 

dil ki sada kaise rukti bhala khich laya hai bachpan ka pyar 
o aayi aayi re dulhaniya sunke mere dil ki pukar 

aaj mann ye kahe naach lo jhum lo 
aaj mann ye kahe naach lo jhum lo 
ghar hai aayi dulhan bhar ke muh chum lo bhar ke muh chum lo 
sachche ikraar se apne ik pyar se saari duniya gayi aaj haar 
o aayi aayi re dulhaniya sunke mere dil ki pukar 
o aayi aayi re dulhaniya sunke mere dil ki pukar
teri aawaz par dil yu machala ke hum 
teri aawaz par dil yu machala ke hum 
bhul baithe jamane ke saare sitam 
raah me jal uthe aarzoo ke diye
raah me jal uthe aarzoo ke diye
aa gayi karke sola singaar 
o aayi aayi re dulhaniya sunke mere dil ki pukar 
o aayi aayi re dulhaniya sunke mere dil ki pukar

Song details

singer: Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar