Roman script

heero se moti se gahno se phulo se tujhko saja deta

heero se moti se gahno se phulo se tujhko saja deta

ari tu hoti rani jo raja main hota

ari tu hoti rani jo raja main hota

gao me shahro me dilli me gali me hungama ho jata 

kya baat hai

gao me shahro me dilli me gali me hungama ho jata

are main hoti rani jo raja tu hota

haye main hoti rani jo raja tu hota

tujhe kajal bana leti oye ankhiyo me basa leti

tujhe kajal bana leti oye oye ankhiyo me basa leti

apne hotho ki lali se tujhe tilak laga deti

apne hotho ki lali se tujhe tilak laga deti

teri ada pe main daulat kya jaan kurban kar deta

are teri ada pe main dolat kya jaan kurban kar deta

ari tu hoti rani jo raja ma hota

ari tu hoti rani jo raja ma hota

tujhe duniya ghuma deta saari raunak dikha deta

tujhe duniya ghuma deta saari raunak dikha deta

tujhe devi bana leta ho dil ke mandir me rakh leta

tujhe devi bana leta ho dil ke mandir me rakh leta

ho main teri devi tu mera pujari jamana nahi manta

ho main teri devi tu mera pujari jamana nahi manta

are main hoti rani jo raja tu hota 

main hoti rani jo raja tu hota

kisi aur ki baaho me teri baahe agar hoti

kabhi na na na kabhi na na na 

kisi aur ki baaho me teri baahe agar hoti

haye ruth ke saiya main mayke chali jati

haye ruth ke saiya main mayke chali jati

tu ruth jati to tujhko manane ko ghanta baja deta

tu ruth jati to tujhko manane ko ghanta baja deta

ari tu hoti rani jo raja main hota

ari tu hoti rani jo raja main hota

gao me shahro me dilli me gali me hungama ho jata 

gao me shahro me dilli me gali me hungama ho jata

are main hoti rani are are are main hota raja

main hoti rani to raja main hota 

to raja main hota to raja main hota 

to raja main hota ta ta 

main hoti rani raja main hota

Explore this song