Roman script

hey rama krishna govinda gopala

meri life me ye kaisa ghotala

jo mujhpe marta hai kahne se darta hai 

mai bhi kaise kah du rani mai raja tu

sapne me jake kahna hai kah dalu 

par samne wo aaye to na kah pau

jo mai sharmati hu wo bhi sharmata hai  

jo mai ghabrtai hu wo bhi ghabrata hai  

kya karu kaisi hai ye uljhan

sajni ke jaisa mera sajan 

govinda gopala haye haye kaisa ye ghotala

hey rama krishna govinda gopala

meri life me ye kaisa ghotala

hotho pe aate hi bate ruk jati hai 

bekar ki bate hi har roz hoti hai 

wo budhu hai kam se kam wo kah dale

de de dil kudiye hum bhi hai dilwale 

jo mai sharmati hu wo bhi sharmata hai  

jo mai ghabrtai hu wo bhi ghabrata hai  

kya karu aise hai ye uljhan

sajni ke jaisa mera sajan govinda gopala

ho ho ye kaisa re ghotala

hey rama rama govinda gopala

meri life me ye kaisa ghotala

chitti jo likhti hu mai khud hi padti hu 

arey aaine se mai i love you kahti hu 

aisa na ho ke mai pagal ho jau 

samjhe na anadi wo to kaise samjhau

jo mai sharmati hu wo bhi sharmata hai  

jo mai ghabrtai hu wo bhi ghabrata hai  

kya karu aise hai ye uljhan sajni ke jaisa mera sajan 

ha ha mai govind gopala ho ho what is this ghotala

Explore this song