Roman script
Bholi bholi aankhon mein narazagi hai kyu Meethi meethi baaton mein berukhi hai kyu Khoye khoye naa raho gum-sum raho naa yun Jaan le tu, jaan le I am in love with you Hey na na na shabana muskurao na Hey na na na saja le hothon pe hansi Hey na na na shabana bann jayegi meri zindagi Hey na na na ho na na na shabana Hey na na ho na na ban jayegi…. Suno ji kahoon main zamana khota tota Ke bol meethe bol ke deta ye dhoka bharosa tu kar le dil mera saccha hai jee Toot.te taare se bas itni hai duaa Mujhe maaf kar de jaana Jo hua so hua Shabana Hey na na na aise rootho naa Hey na na na shabana muskurao na Hey na na na saja le hothon pe hansi Hey na na na shabana bann jayegi meri zindagi Hey na na na ho na na na shabana shabana Hey na na ho na na ban jayegi…
Song details
- Singer: Raghav Mathur
- Film / album: Hum Tum Shabana
- Composer: Sachin-Jigar
cast: Minissha Lamba, Tusshar Kapoor, Shreyas Talpade
language: Hindi