Roman script

hey jagdamba ambe maa kaali maa chamunda maa

sab naam meri jubaan se tu sun le

yeh le mantro wali mala  tantro wali

yeh le jaadu tone ka haar haar 

yeh le mantro wali mala  tantro wali

yeh le jaadu tone ka haar 

dekh aankho me meri ulajh baaho me meri

tu jal jayega aaj

ha sare jaadu tone ka mai swami

o ho o o o

ha ha ha sare jaadu tone ka mai swami

mera jaisa yaha koi nahi gyaani

mai chlta hu to hilti hai ye bhoomi

mera roop hai bada hi bhankari

yeh le mantro wali mala  tantro wali

yeh le jaadu tone ka haar haar 

yeh le mantro wali mala  tantro wali

yeh le jaadu tone ka haar 

dekh aankho me meri ulajh baaho me meri

tu jal jayega aaj

aise aaye hai kitne aise gaye hai kitne

koi bhi naa tik paya 

mere swami ne usko haraya

sare dushto ko hai mitaya

shardha jo hai us pr viswas us pr

bhoomi ka hai wo swami

usko kahte hai baikunth swami

wo bada hai antaryami

suraj ko mai dhara pe laau

dharti ko mai faad dikhau

sara samundar mutthi me bhar kr

lote me mai use samauu

samjhi kya samjhi tu

mera swami agar aa jaye jaadu tera kaam naa aaye 

saccha yaha bus uska 

mere ek ishare pe sab chlte hai yaha

aisa hai to koi karishma dikha

bada samjh ke tu deta khud ko dhokha 

kabhi bhool naa ye krna 

inki sharan me rahna

dhokha tu dena nahi jaal tu bichana nahi

varna baikunth wala tujhko chhodega nahi 

aas kisi ko dena nahi bura kisi ka karna nahi

jhuuth kisi se kahna nahi nayah se chukna nahi

maya ke chakkar me sab kuch gawayega

baikunth wala tujhe dega saza tab 

khud ko mahan naa kahna kabhi tu

kisi ko niraash kabhi krna nahi tu

buraii ko chhod ke ladaii ko chhod ke

tum pooja karo

karoge kisi ka jo bura 

krodh me aa jayenge baikunth swami

Explore this song