Roman script

he deva he deva hum aaye dwar tumhare

sankat me pran hamare

parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo

jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa

jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa

he deva he deva

sabse pratham tumhara pujan

hota mangal kaari hota magal kaari

gajanand anand pand tum ho sabke hitkari

tum ho sabke hitkari

jab jab vighan pade bhakto par

tumne laaz bachai tumne laaz bachai

koi pujarin tere dwar se khali hath na aayi

he deva he deva

darsh bina vyakul hai jiyra pyase pyase naina

pyase pyase naina

raah nihar nihar thaki hu din bine na raina

he falnayak sidhik vinayak

ab to darsh kara do ab to darsh kara do

mere man ke manmohan ab to aaj mila do

he deva he deva hum aaye dwar tumhare

sankat me pran hamare

parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo

hum to bhole bhale man ki bigdi baat bana do

bigdi baat bana do tum jag ke palak ho hamko 

jag ninda se bacha do jag ninda se bacha do

agar hamari bhakti sachi apni shakti dikha do

apni shakti dikha do

jo kalank hum pe laga hai ab wo kalank mita do

ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do

ab wo kalank mita do ab wo kalank mita do

mita do mita do mita do

Explore this song