Roman script

aye baabu yeh hai jamaana tera

aye baabu yeh hai jamaana tera

hey baabu ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag

aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

nahi hai dard waali garaj se matwaali duniya

phir bhi dekho toh baabu pyaar se nahi hai khaali duniya

sun pyaare, kaho pyaare, matwaale

ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag

aye baabu yeh hai jamaana tera

aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag

aye baabu yeh hai jamaana tera

aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

nahi kuchh mushkil itna laga ke dil sun le

tera gulzaar hai yeh teri hi bahaar kali chun le

aye keshu yeh hai jamaana tera, aye keshu

ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag

aye bhagu yeh hai jamaana tera

aye bhagu yeh hai jamaana tera, aye baabu

kaahe tu jale hai tere kadmo tale hai teri manjil

chhed de tarana hai yeh saara hi zamana teri mehfil

kaahe tu jale hai tere kadmo tale hai teri manjil

chhed de tarana hai yeh saara hi zamana teri mehfil

sun pyaare, kaho pyaare, matwaale

ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag

aye baabu yeh hai jamaana tera

aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

ga le tu khushi ka raag duniya hai bhaagam bhaag

aye baabu yeh hai jamaana tera

aye baabu yeh hai jamaana tera, aye baabu

Explore this song