Roman script

he ambike jagadambike he maa namastasyai namastasyai namo namah

mahishasur ke atyacharo se dharti ka jan man dola

rishi muniyo ka aasan dola aur swarg ka indrasan dola

tab sabhi devtao ne mil kar shakti ek banayi thi

woh shakti hi awatar bani jo maa durga kahalayi thi

he ambike jagadambike he maa namastasyai namastasyai namo namah

he ambike jagadambike he maa namastasyai namastasyai namo namah

thi sabhi lagi jagamaga rahi thi mata daso dishao me

talawar chakrr dhanush aur trishul sab saje the aath bhujao me

tab dev muni gir pade sabhi pag me aanand bhairavi ke

he mat bhawani ham sabki tu raksha kar mahishasur se

he ambike jagadambike he maa namastasyai namastasyai namo namah

he ambike jagadambike he maa namastasyai namastasyai namo namah

maa ne jab karu pukar suni shital naina angar huye

kesho ko aur bikher liya talwar trishul sanbhal liye

khappar le kar wo chamunda itt chhor kabhi utt chhor chali

khappar le kar wo chamunda is chhor kabhi us chhor chali

woh satya ki raksha karne ko aandhi bankar jhakjhor chali

he ambike jagadambike he maa he ambike he shiva bhawani maa

he ambike bhagawati bhawani maa he ambike jagadambike he maa

Explore this song