Roman script

hero ka hero hoon jita hoon main shan se

charche hai duniya mein bas mere hi nam ke

tej hawa ka yaro main hoon ik jhonka

de jata hoon yaro sabko main dhoka

ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main

ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main

ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main

ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main

hero ka hero hoon jita hoon main shan se

charche hai duniya mein bas mere hi nam ke

dharati pe kayi bag lagana nothing special

patthar pe ek phul khilana something special

duniya ke raste pe jana nothing special

apna rasta ap banana something special

jeet le koi sara jamana nothing special

dard sehke gungunana something special

pyar se dil jeet jana something special

hero ka hero hoon jita hoon main shan se

charche hai duniya mein bas mere hi nam ke

ruk kar pani pina nothing special

daud ke dudh pina something special

koyi puche sach bolana nothing special

kabhi kabhi to jhut bolna something special

apni jhuti shan badhna nothing special

andhi mein ek deep jalna something special

sat samandar par karna something special

hero ka hero hoon jita hoon main shan se

charche hai duniya mein bas mere hi nam ke

tej hawa ka yaro main hoon jhonka

de jata hoon yaro sabko main dhoka

ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main

ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main

ek taraf hai chand tare ek taraf hoon main

ek taraf duniya ke najare ek taraf hoon main

Explore this song