Roman script

hello hello kya haal hai

bada bura ye saal hai

bahki huyi si chaal hai

hello hello kya haal hai

bada bura ye saal hai

bahki huyi si chaal hai

hello

aur to shikwa koi nahi

hosh me hu main khoyi nahi

din bhar dil ko chain raha

raat ko pal bhar soyi nahi

aapka ye kamaal hai

hello hello kya haal hai

bada bura ye saal hai

yara ra r ra

yara ra r ra

yara ra r ra

phul khile barsaat huyi

din ki kaya raat huyi

mujhko kuch bhi yaad nahi

kab jane kya baat huyi

hardam tera khayal hai

hello hello kya haal hai

bada bura ye saal hai

aao baitho pass balam

baat hai lambi sath kam

hum dono ki ek khushi

hum dono ka ek khushi

pyar ye bemisal hai

hello hello kya haal hai

bada bura ye saal hai

Explore this song