Roman script
Hmm tere badan pe likh doon chhupa ke Apni koi nayi daastaan Saaya bhi tera rakh loon chura ke Dhoondhe humein phir ye jahaan Haan chhoda sab maanga tujhe oo.. Haan chhoda sab maanga tujhe Main ab raha na mera Heeriye.. Heeriye.. Main Ranjhana tera (x2) Heeriye.. Heeriye.. Main Ranjhana tera (x2) Khwaabon mein tere khud ko basaa loon Itna karu main tujhko pyaar Teri kahaani apni banaa loon Keh de jo tu bass ek baar Haan bhula sab paaya tujhe oo oo.. Haan bhula sab paaya tujhe Tu hai junoon mera Heeriye.. Heeriye.. Main Ranjhana tera (x2) Heeriye.. Heeriye.. Main Ranjhana tera (x2)
Song details
- Singer: Mohit Chauhan
- Film / album: Pyaar Ka Punchnama 2
- Composer: Hitesh Sonik
- Lyricist: Hitesh Sonik
Song video
cast: Kartik Aaryan, Sunny Singh, Omkar Kapoor, Nushrat Bharucha, Sonnalli Seygall, Ishita Sharma
language: Hindi
music label: Zee Music Company