Roman script

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

chup chup me ye mujhko aisa kaha 

man bhi mera bechain hua 

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

chup chup me ye mujhko aisa kaha 

man bhi mera bechain hua 

ek raat ki ye baat hai 

main gitaar baja raha tha 

ek raat ki ye baat hai 

main gitaar baja raha tha 

ek pyar bhari dhun se main

dil ki baate kar raha tha 

ek chamakni haseena ne aakar ye kaha 

is dhun ko sunkar mera dil bekabu hua 

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

chup chup me ye mujhko aisa kaha 

man bhi mera bechain hua 

wo aahe bharti hai hotho ko dabati hai

sapno me khoti hai ishara karti hai 

wo aahe bharti hai hotho ko dabati hai

sapno me khoti hai ishara karti hai 

kabhi mujhe paas bulati hai lekar mera naam 

sun o baba tune mujhko kar diya badnaam 

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

ek ladki ne mujhko chor kaha 

mera dil ye zara kamzor hua 

chup chup me ye mujhko aisa kaha 

man bhi mera bechain hua

Explore this song