Roman script

he kadak karaari hai sakht hai supaari hai 
he kadak karaari hai sakht hai supaari hai 
ae zindagi chakh le subah ki nihaari hai
der se jaa kar uthti hai 
yaaro dil roshan rakhna
gale lage to ? hai zindagi yaari hai
ho aakhri aakhiri zindagi 
ho aakhiri aakhiri, ho aakhiri aakhiri
dhup ki katre mil jaaye to si le 
are chhanv ke katre mil jaaye to pi le, pi le
chhanv ke katare
mast safar hai masti se gujarnaa
suraj chadhe to kirano ko pi le, pi le 
mast samaa hai 
dhup utha le, lambaa safar hai kaam degi
chhanv bhi rakh le thakne lagega
to araam degi
he kadak karaari hai sakht hai supaari hai 
he kadak karaari hai sakht hai supaari hai 
ae zindagi chakh le subah ki nihaari hai
der se jaa kar uthti hai 
yaaro dil roshan rakhna
gale lage to ? hai zindagi yaari hai
ho aakhri aakhiri zindagi 
ho aakhiri aakhiri, ho aakhiri aakhiri
ho aakhri aakhiri zindagi 
ho aakhiri aakhiri, ho aakhiri aakhiri

Song details

Song video

Watch on YouTube