Roman script

hey baba re baba hey baba re baba ye kya ho gaya

aankhe hai jagi tan so gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya

hey baba re baba baba re baba ye kya ho gaya

aankhe hai jagi tan so gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya hey baba re baba

ye duniya bahki hai ya hum hai bahke

khushbu sunayi de aawaz mahke

pedo pe machali bsera kare pani me chidiyo ki dhum

sadke lachakti hai care pighalti hai aise me paidal hi ghum

he baba re baba baba re baba ye kya ho gaya

aankhe hai jagi tan so gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya re baba re baba

building se lipti hai sadiya ghodo ke aage hai gadiya

building se lipti hai sadiya ghodo ke aage hai gadiya

raste khud chal pade dekha kiye hum tum khade

baba re baba baba re baba ye kya ho gaya

aankhe hai jagi tan so gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya re baba re baba

kagaj ke ghar or pathar ke kapde sone ke hathi hai chiti ne pakde

shishe ke galiyo me ugne lage khambo pe juhi ke phul

ek billi roti hai tab rat hoti hai tu aisi bate na bhul

baba re baba baba re baba ye kya ho gaya

aankhe hai jagi tan so gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya

jab aa gaya nasha to hosh kho gaya re baba re baba

Explore this song