Roman script

haye re haye re haye re haye re ye dil mera
haye re haye re haye re haye re
diwana tera haye re haye re 
ho gaya ho gaya ho gaya
kho gaya kho gaya kho gaya
haye re haye re haye re haye re ye dil mera
haye re haye re haye re haye re
diwana tera haye re haye re 
ho gaya ho gaya ho gaya
kho gaya kho gaya kho gaya
haye re haye re haye re haye re
nazar nazar se kahe bahut afsane 
bahut dino tak rahe ho tum begane 
rahe na ab kuch ye duriya ye fasle 
aao chal mil jaye hum gale ha ha
the hum mohabbat se kal talak anjane 
huya ye kaise bane tere diwane 
ghadi ghadi ab mai kaise dil tham lu 
aahe bharu piya tera naam lu 
ho piya mai tera naam lu 
haye re haye re haye re haye re ye dil mera
haye re haye re haye re haye re
diwana tera haye re haye re 
ho gaya ho gaya ho gaya
kho gaya kho gaya kho gaya
haye re haye re haye re haye re
kabhi kabhi mai ye sochu khoyi khoyi
hey ye suhana sa khawab ho na koi
tumhi batao hai ye hakikat ya bharam
karne lage hai jo tumse pyar hum 
huya hai yuhi safar me chalte chalte 
do ajnabi humsafar bane hai milke 
nayi hai phir kya ye bat jo hum tum
yaha aaj bane hai milkar ek ja sanam bane ek ja
haye re haye re haye re haye re
haye re haye re haye re haye re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle