Roman script

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

samjh me naa aaye mujhe koi samjhaye

aaj mera dard-e-dil, aaj mera dard-e-dil aise badha jaye

kaha nahi jaye or saha bhi na jaye 

saha bhi na jaye, haye re tauba 

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

pahle kabhi aisa hota nahi tha hota nahi tha

pahle kabhi aisa hota nahi tha hota nahi tha

ho jayega aisa socha nahi tha, aisa socha nahi tha

tujhe dekh ke dard badha jaye

ho tujhe dekh ke dard badha jaye

koi iska ilaaz bataye

dard-e-dil, dard-e-dil saha nahi jaye, haye re tauba

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

samjh me naa aaye mujhe koi samjhaye

le chal kahi log hai ye paraye, log paraye

le chal kahi log hai ye paraye, log paraye

is dard ki to dawa ho na paye, dawa ho na paye

kaahe itna tu mujhko sataye, kaahe itna tu mujhko sataye

mera rang uda uda jaye

dard-e-dil, dard-e-dil saha nahi jaye, haye re tauba

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

samjh me naa aaye mujhe koi samjhaye

aaj mera dard-e-dil, aaj mera dard-e-dil aise badha jaye

kaha nahi jaye or saha bhi na jaye 

saha bhi na jaye, haye re tauba 

haye re tauba haye mujhe kya hua jaye

samjh me naa aaye mujhe koi samjhaye

Explore this song