Roman script

haye haye haaye haye haye haye haye

haye re haye re gazab kar dala

haye re haye re gazab kar dala o madhubala gazab kar dala

o madhubala gazab kar dala

datiyan ki setting dekho

datiyan ki setting dekho motiyan ki mala

datiyan ki setting dekho dekho na

datiyan ki setting dekho motiyan ki mala

achchho ko isne kachcha chaba dala

haye re haye aaj hamse pada pala o madhubala gazab kar dala 

haye re haye re gazab kar dala o madhubala gazab kar dala

maathe pe bindiya 

maathe pe bindiya na kano me bala

maathe pe bindiya aay hay

maathe pe bindiya na kano me bala

gore se mukhade pe chashma hai kala

haye haye re tera rang bada aala o madhubala gazab kar dala 

haye re haye re gazab kar dala o madhubala gazab kar dala

ye to mirchi ka, samjhe bhaiya

ye to mirchi ka tikha masala

ye to mirchi ka

ye to mirchi ka tikha masala

kholunga mai iske bheje ka tala

haye re haye ye to vish ka bhara pyala o madhubala gazab kar dala

haye re haye re gazab kar dala meri madhubala gazab kar dala

heye madhubala gazab kar dala, tune madhubala gazab kar daala

ai madhubala madhubala are gazab kar dala re

are ajab kar dala re

Explore this song