Roman script

haye maar daala pahli hi mulakat me

dekho nishana ye nishanebaaj ka

haye haye maar daala pahli hi mulakat me

dekho nishana ye nishanebaaj ka

haye haye maar daala

ik din hath pakad ke bola nain milati ja

baat hoye kya aage ye bhi to batlati ja

ik din hath pakad ke bola nain milati ja

baat hoye kya aage ye bhi to batlati ja

o main sharma gayi haye daiya 

pass aa gayi uyi maiya

chal gaya jadu us bahanebaaj ka

haye haye maar daala pahli hi mulakat me

dekho nishana ye nishanebaaj ka

haye haye maar daala

pahle tha aankho me ab to dil tak aaya wo

chain mile na bin dekhe kya aisa bhaya wo

pahle tha aankho me ab to dil tak aaya wo

chain mile na bin dekhe kya aisa bhaya wo

o maine kahdi kya kahdi ha kahdi accha ji

ho jaye na charcha humare raaz ka

haye haye maar daala pahli hi mulakat me

dekho nishana ye nishanebaaj ka

haye haye maar daala pahli hi mulakat me

dekho nishana ye nishanebaaj ka

haye haye maar daala

Explore this song