Roman script

dil ki basti  is tarah barbaad hoker reh gayi
zindagi mai teri liye fariyad hoker reh gayi
haaye kya socha tha or kya ho gaya haye kya ho gaya 
haaye kya socha tha or kya ho gaya haye kya ho gaya 
jagkar apna mukadar kho gaya so gaya 
jagkar apna mukadar kho gaya so gaya 
haaye kya socha tha or kya ho gaya haye kya ho gaya 
aaj pia banene na paya tha abhi 
ayegi kismat ke bijali gir padi 
zindgani ka sahara ho gaya haye kya ho gaya 
indgani ka sahara ho gaya haye  kya ho gaya 
haye kya socha tha or kya ho gaya  haye kya ho gaya
do dilo ke darmiya aker koi  
do dilo ke darmiya aker koi  
be gunah hoker sitam khaker koi
be gunah hoker sitam khaker koi 
pyar ki raho mein kaate bo gaya haaye kya ho gaya
haaye kya socha tha or kya ho gaya haye kya ho gaya  
haaye kya ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube