Roman script

haye kisse najar takra gayi

dil dhadka tabiyat aa gayi 

dil dhadka 

o dil dhadka tabiyat aa gayi 

haye kisse najar takra gayi

aankh milne ka aise bahana mila

raah chalte ko jaise khazana mila

dard-e-dil ki kasam ho gaye unke hum

dard-e-dil ki kasam ho gaye unke hum

har ada jinki dil me sama gayi

dil dhadka 

o dil dhadka tabiyat aa gayi 

haye kisse najar takra gayi

ae mohabbat akele me kya dil lage

jo lagi hai idhar wo udhar bhi lage

mere dard-e-jigar kar de unko khabar

mere dard-e-jigar kar de unko khabar

har ada mastana teri bha gayi

ek mastani masto pe chha gayi

chha gayi

haye kisse najar takra gayi

dil dhadka tabiyat aa gayi 

dil dhadka 

o dil dhadka tabiyat aa gayi 

haye kisse najar takra gayi

pyar jakar jatana kisi aur se

dil ki baate chhupana kisi aur se

hum samajhte hai sab

dil churane ke dhab

hum samajhte hai sab

dil churane ke dhab

humko inkaar hai

yani ikraar hai

baat apni samajh me aa gayi 

aa gayi 

haye kisse najar takra gayi

dil dhadka tabiyat aa gayi 

haye kisse najar takra gayi

dil dhadka tabiyat aa gayi 

haye kisse najar takra gayi

Explore this song