Roman script

hawaon mei woh aag hai, ke jal uthe charaag hai

hawaon me woh aag hai,ke jal uthe charaag hai

hawaon mei woh aag hai, ke khaulte se khwab hai

chalo dilli pukaar ke, tiranga sambhal ke

kadam kadam badhaye jaa, khushi ke geet gaye jaa

ye zindagi hai qaum ki, tu qaum pe lutaye jaa

yuddh ki kahaniyan, lahu ki hain zubaniya

yuddh ki kahaniyan, hain maangti jawaaniyan

chalo dilli pukaar ke, tiranga sambhal ke

kadam kadam badhaye jaa, khushi ke geet gaye jaa

ye zindagi hai qaum ki, tu kaum pe lutaye jaa

o maa humen teri kasam qurbaan tujhe saare janam

dushman agar daale nazar uth jaayenge baandhe qafan

vijay ka path samaksh hai, samay bhale vipaksh hai

vijay ka path samaksh hai, swatantrata hi lakshya hai

chalo dilli pukaar ke, tiranga sambhal ke

kadam kadam badhaye jaa, khushi ke geet gaye jaa

ye zindagi hai qaum ki, tu qaum pe lutaye jaa

kadam kadam badhaye jaa, khushi ke geet gaye jaa

ye zindagi hai qaum ki, tu qaum pe lutaye jaa

kadam kadam badhaye jaa, khushi ke geet gaye jaa

ye zindagi hai qaum ki, tu qaum pe lutaye jaa

kadam kadam badhaye jaa, khushi ke geet gaye jaa

ye zindagi hai qaum ki, tu qaum pe lutaye jaa

Explore this song