Roman script

hawaas ka jahan

hawaas ka jahan sath le gaya

wo sare baagban sath le gaya

hawaas ka jahan sath le gaya

wo sare baagban sath le gaya

bataye kya, ke aaftab tha koi

gaya to aasman sath le gaye

hawaas ka jahan

kitab band ki, kitab band ki

aur uth ke chal diya

kitab band ki

aur uth ke chal diya

taman daasta daasta daasta

taman daasta sath le gaya

taman daasta sath le gaya

hawaas ka jahan

wo bepanah pyar karta tha mujhe

wo bepanah pyar karta tha mujhe

gaya to meri jaan meri jaan meri jaan 

gaya to meri jaan sath le gaya

gaya to meri jaan sath le gaya

hawaas ka jahan

main sajde se utha, main sajde se utha

sire udhad gaye hai subah-o-sham ke

sire udhad gaye hai subah-o-sham ke

wo mere do jahan do jahan do jahan 

wo mere do jahan sath le gaya

wo sare baagban le gaya

hawaas ka jahan sath le gaya

wo sare baagban sath le gaya

wo sare baagban sath le gaya

wo sare baagban sath le gaya

Explore this song