Roman script

hawaao me fizaao me 
hawaao me fizaao me 
tumhe hi dhundha karte hain 
na jane kab aaoge 
jane ja jane ja 
hawaao me fizaao me 
tumhe hi dhundha karte hain 
na jane kab aaoge 
jane ja jane ja 
kaisi ye duriyan kaisi majbooriya 
kaise ye fansle jab hum tum mile 
kaisi ye duriyan kaisi majbooriya 
kaise ye fansle jab hum tum mile 
to jhum uthi ye hawaye 
to jhum uthi ye fizaaye 
to chal chale us disha me 
mujhe hai yakeen ek din kabhi 
mujhe hai yakeen ek din kabhi 
paas mere aaoge 
ye duriyan mitaoge 
jane ja jane ja 
hawaao me fizaao me 
tumhe hi dhundha karte hain 
na jane kab aaoge 
jane ja jane ja 
jane ja jane ja

Song details

Song video

Watch on YouTube