Roman script

chakri si pairo me pahiya pahiya aiya aiya oho

aasmaan sarpat ghuma o o

nahi suna se hum ne to o o o

rani ghoome ghoome gore gore pairo se

chik chik jara, pani phir nau do gyarah

raat to kiske aati, ik din me joote barah

raja ka chadh gaya para, khabri ko paas pukara

yeh kya hai majra, dekho o

jati kaha hai wo khabari ne peecha kiya

rani ko ghar se rato ko do zakhme jate dekha

hawa hawa, hawa hawa, hawa hawa, hawa hawa

shole behke rani behke, naach rangeele, sab zehreele

khabri chakraaya ulte panv ruk gaya to batlaya usne

hawa hawa, rani hawa, hawa hawa hawa

nachi re magan thoda mahiya sipahiya, jo nache dhaye daye 

ruke na phir panv panv panv, hawa hawa dheema haya

hawa hawa ruke na phir panv panv panv

raja thall aaya door rozaana

barah jooto ko ghis rani kissa hai aisa oo

hawa hawa, hawa hawa, panv ruke na, kisi ke roke

ye to chalenge, nach lenge, yaha waha yara masti me

chidh kar gusse me bola raja

oh rani, kyu phatki meri pochi, oh naak katayi, waat lagayi

tune talwahi meri izzat ki bhajiya, aaj se tera bandh bahar hai jana

yeh sunkar rani muskayi boli wo gana

sone ki deeware, mujhe khushi na yeh de paye

aazadi de de mujhe mere khuda, le le tu daulat aur kar de riha

hawa hawa, hawa hawa, hawa hawa, hawa hawa

machal ke, roz khul ke

jo na kiya tha, kiya gande mande bando me

thi malang wo apne rang ghoome phire jhoome naache

woh gore se panv panv panv, pa pa panv panv panv 

panv panv panv, pa pa panv panv panv 

panv panv panv, pa pa panv panv panv 

hawa hawa oh rani hawa, panv ruke na, kisi ke roke toke ok

ye to chalenge, nach lenge, yaha waha jaha taha kaha kaha panv

chiki chiki tara hawa hawa, hawa hawa, hawa hawa, hawa hawa

Explore this song