Roman script

hawa gungunaye fija muskuraye 
hawa gungunaye fija muskuraye 
mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye 
kisi ko bulaye 
hawa gungunaye fija muskuraye 
mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye 
kisi ko bulaye 
ye jagmag sitare 
ye jagmag sitare khile aasma pe khile aasma pe 
ye jagmag sitare khile aasma pe
ke chamki hai shabanam kisi gulsita mein
jiya balkhaye jiya balkhaye koi geet gaye 
jiya balkhaye koi geet gaye 
mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye 
kisi ko bulaye 
ye jivan ki rahe 
ye jivan ki rahe hai kitni suhani kitni suhani 
ye jivan ki rahe hai kitni suhani
akele dukela magar dhun bajaye 
kaha bhi na jaye kaha bhi na jaye raha bhi na jaye 
kaha bhi na jaye raha bhi na jaye 
mere dil ki dhadkan kisi ko bulaye 
kisi ko bulaye

Song details

Song video

Watch on YouTube