Roman script

hawa basant ki dol rahi thi

ban me koyal bol rahi thi

hawa basant ki dol rahi thi

ban me koyal bol rahi thi

khel rahi thi main ithlati

hansti gaati mauj udati

koi liye khilaune aaya

man bahlakar man me samaya

phir kya hua

pihar chhuta nir bahaye

aaye hai ab desh paraye, pihar chhuta

kab preet ka, kab preet ka desh paraya

kab preet ka desh paraya

kab preet ka

is desh me nit nit sajni

sukh chain ka badal chhaya

kab preet ka

kab preet ka desh paraya

kab preet ka desh paraya

kab preet ka

kali kali par bhanwara ghume

daali daali jhume

pag pag oas lutaye moti

pag pag oas lutaye moti

aaya pritam aaya

kab preet ka

kab preet ka desh paraya

kab preet ka desh paraya

kab preet ka

Explore this song