Roman script

hawa aa rahi ghata chha rahi

naa kahi hai jawaniya

hawa aa rahi ghata chha rahi

naa kahi hai jawaniya

ye piya milan ki nishaniyaan 

ye piya milan ki nishaniyaan 

baago me jab khile chhameli baago me haye 

baago me jab khile chhameli kyo dhadke mera jiya saheli 

ho jaaou chhanchhal albeli ho jaaou chhanchhal albeli

kyo aankhiya bani mastaniya

ye piya milan ki nishaniyaan nishaniyaan nishaniyaan 

hawa aa rahi ghata chha rahi

naa kahi hai jawaniya

solah baras teri umariya bali 

solah baras haye solah baras teri umariya bali 

itni si bs teri kali rali kaali raali teri kaali raali 

hothon pe hssi galo pe laali hothon pe hssi galo pe laali 

teri ankhiyan kahe kahaniyaan 

ye piya milan ki nishaniyaan nishaniyaan nishaniyaan 

hawa aa rahi ghata chha rahi

naa kahi hai jawaniya

mori atariya kaga bole mori atariya

mori atariya kaga bole mast jawani meri dagmag dole

kaliyo ne jab ghunghat khole kaliyo ne jab ghunghat khole  

aaj bhanwaro ko sujhi kahaniya

ye piya milan ki nishaniyaan nishaniyaan nishaniyaan 

hawa aa rahi ghata chha rahi

naa kahi hai jawaniya

Explore this song