Roman script

haule haule jiya dole haule haule jiya dole 
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole

mile mujhe rasiya balam manvasiya 
mile mujhe rasiya balam manvasiya
khushiyo ke din aagye 
aai meri duniye me jhumti bahare 
aai meri duniye me jhumti bahare
rang anokhe chha gye rang anokhe chha gye 
haule haule jiya dole haule haule jiya dole 
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole 
gaa re saa re gaa maa pa pa re maa paa re maa gaa 
saa re saa re nee saa re nee saa gaa maa paa nee dhaa
hay jab saiya thamenge mori baiya 
lajo se mar jaungi 
naina mila ke na jane balam kya kya bole  
haule haule jiya dole haule haule jiya dole 
sapno ke van me papiha man ka pi pi bole

Song details

Song video

Watch on YouTube