Roman script

hatho ki chand lakiro ka, hatho ki chand lakiro ka  

sab khel hai hai bas taqdiro ka

sab khel hai hai bas taqdiro ka

taqdir hai kya mai kya jaanu

taqdir hai kya mai kya jaanu

taqdir hai kya mai kya jaanu

mai aashiq hu tadbiro ka

mai aashiq hu tadbiro ka, hatho ki chand lakiro ka  

tiri tam ta tam tiri tam ta tam

tiri tam ta tam tiri tam ta tam

apni taqdir se kon lade, panghat pe pyase log khade

apni taqdir se kon lade, panghat pe pyase log khade

mujhko karne hai kaam bade

o yara kaam bade, o lala kaam bade

o shok tujhe taqriro ka, o shok tujhe taqriro ka

mai aasiq hu tadbiro ka, hatho ki chand lakiro ka  

mai maalik apni kismat ka, mai banda apni himmat ka

mai maalik apni kismat ka, mai banda apni himmat ka

dekhenge tamasa daulat ka, o yara daulat ka

hum besh badal ke fakiro ka

hum besh badal ke fakiro ka, dekhenge khel taqdiro ka

taqdir hai kya mai kya jaanu

taqdir hai kya mai kya jaanu 

mai aasiq hu tadbiro ka, hatho ki chand lakiro ka

Explore this song