Roman script

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

aao milke naacho gaao

aao milke naacho gaao

jai bolo gopal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

mit gaye dukhde khil gaye mukhde

sukh ka suraj chamka ho sukh ka suraj chamka

o murli boli radha boli

paanv ka ghunghru jamka

o neel gagan ke aangan me 

hai chhayi ghata gulal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

aao milke naacho gaao

jai bolo gopal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

apni toli kare thitholi

geet vijay ke gaaye ho geet vijay ke gaaye

koi na roke koi na toke aage badhti jaye

o jo bhi aaye munh ki khaye

jo bhi aaye munh ki khaye sena hai gopal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

aao milke naacho gaao

jai bolo gopal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

aa gokul ke raja man me sama ja

tujh sa aur na duja ho tujh sa aur na duja

tu hi humara paalan haara

teri kare hum puja o

aaj lagi hai tujh par ankhiya tere gwal baal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

aao milke naacho gaao

jai bolo gopal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

hathi ghoda paalki jai kanhaiya laal ki

Explore this song