Roman script

haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye

dil to kehta hai ki aankho me chhupa lu tujhko

dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye

dar yahi hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye

haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

dil ke zakhmo pe mere pyaar ka marham rakh do

beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye

beqaraari to mujhe kuchh to qaraar aa jaaye

haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

yu khuda ke liye chhino na mere hosh-o-havaas

aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye

aisi nazro se na dekho ki khumaar aa jaaye

haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

chhod  ke tum bhi chale jaaogi qismat ki tarah

baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye

baad-azaane to ajal hi ko na pyaar aa jaaye

haath sine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye

dil ke ujde huye gulshan me bahaar aa jaaye

Explore this song